1.

Akarmak aur sakarmak Kriya ka Antar point Karke spasht kijiye​

Answer»

Answer:

yadi kisi kriya me "KYA" se prashna puchha jaye to uttar me SANGYA SABD aata hai to wah sakarmak kriya hai

isi tarah jis kriya me kya ke uttar me koi sangya prapt NHI hota to use akarmak kriya kahte hai

Mark as BRAINLIEST



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions