Saved Bookmarks
| 1. |
Apne pracharya mahodaya Ko Bhai Ki Shaadi Mein Jaane Hetu 5 din ki chutti ke liye avedan Patra likho |
|
Answer» Dinank 19.6.2019 Aadarniya pradhana dhyapak mahoday, savinay-nivedan yah hai ki mere bare BHAI ki shadi 29 June ko hai isliye main apni kasha mein dinank 26.6.2019 se lekar 30.6.2019 tak anupasthit rahunga. Atah aapse anurodh hai ki uprokt baton par dhyan dete huye chhutty DENE ki kripa pradan kare. aapka aagyakari CHHATRA name..... kasha ..... kramank.... |
|