1.

Arthsatr kya hai

Answer» Arthsast aarthic samasya ka adhyan ha jo hamare aavsayaktao ke tulna ma sansadhano ke durlabta tatha durlabh sansadhano ka vacalpic prayog ka karran utpan hote ha<br>Arthshastra ek Manaviya vyavhar ka adhyayan karata hai jisne utpadak Apne Labh ko tatha upbhokta apni santushti ko adhiktam karta hai<br>Arthsastr gyan ki sakha ko kahte hai jisme manusya ki un gatividhiyo ka adhayan Kiya jata hai jiska sambandh dueling sansadhano is prkar batvara Karna hai ki upbhokta ko adhik santusti mile


Discussion

No Comment Found