Saved Bookmarks
| 1. |
Bina vichar, ghatna, patro ke bhi kya kahani likhi jaa sakti hai?? kya aap isse sehmat hai? |
|
Answer» Answer: Nahi Bina ghatna aurr PATRA ki KAHANI nhi likhi ja skti. Kisi B kahani ki aatma uski kathanak hota hai. Yah kathanak aniwarya roop se kisi vichar ya ghatna pr aadhaarit hota h, jise patron se madhyam se abhivyakt KIYA jaata hai. PAATRA ghatna vashtvik b ho skti hai aur kalpnik b kintu inke abhav me kahani ki klpna nhi ki ja skti... |
|