Kitaab — mai padne me sabse jyada kaam aata hu pencil — nahi mere bina to KOI likh bhi nahi sakta kitaab— nahi – nahi mujhse hi to gyan miltaa hai pencil pencil — AGAR mai naa ho to TUMARA bhi koi kaam nahi hai kitaab — are tum ladti kyo ho mai to majaak kar RAHI thi pencil — mai bhi to majaak kar rahi thi