

InterviewSolution
Saved Bookmarks
1. |
Chunaav kya hai |
Answer» chunav ek prakriya hai yah tarika hai jiske dwara Ham apne pratinidhiyon ka chunav karte hain ya prakriya pratyaksh aur apratyaksh donon prakar ki ho sakti hai<br>Her nirday me janta pratyaksh roop se bhag nhi le sakti isliye vo apne pratyashi vo chunti h ek nischit ayu ke saath pratyashi ko chunne ki prakriya ko hi chunav kahte h<br>चुनने की प्रक्रिया को चुनाव कहते हैं। जिसमे मतदाता अपने प्रतिनिधी को प्रत्यक्ष रूप से चुनते हैं।<br>Chunaav ek parkar ke chayan ke prakriya hai jeshme ham apne candidate ko chunte hai | |