1.

‘Compare how British colonialism began in India and the UAE.’ Similarities and Differences

Answer»

Answer:

phle Vasco da Gama india aakr yahan se 17 ship mein samaan LE aur 1 rupees ki cheej ko saath rupees mein bech diya , fir Britishers aaye unhone trade kiya aur 1651 mein Mughal mantriyon ko ghoos dekar Aurangzeb se ye permission le li ki teen gaon ki zamindari britisher ko mil jaayegi aur unpe tax bhi nhi lagega . AB baaki trader bhi Bengal mein tax DENE se mna krne lge Britishers ne vha pr kille (fort) bna diye , ise murshid quli Khan , jo bengal ka nawab tha usko bhot bada ghata ho gya usne unke khilaf protest kiya , uske baad Aurangzeb MAR gya , fir murshid quli Khan bhi mar , Alivardi Khan ne murshid quli Khan ke pote ko maar kar vahan ka Raaja bn gya , fir usne apne son in law sirajudaullah ko Raja bna diya marne se phle , sirajudaullah 23 years ka tha usne britisher ko kha ki tax dene ke liye aur apne fort hatane ke liye . britisher ne mna kr diya . sirajudaullah ne ek din attack kr diya un logo pr . 30000 sipahiyon ke saath . unhone Britishers ke hatiyar bhi chin liye , Godan pr taala mar diya , ship ka raasta band kr diya . uske baad agle fort ki taraf badh gye . Robert Clive Britishers ki taraf se baat krne aaya lekin sirajudaullah ne mna kr diya . ek din Clive's aur sirajudaullah ki ladai HUI aur sirajudaullah har gya , jabki Britishers keval 300 sipahiyon ke saath aaye the . asliyat me mirja Zafar jo unka commander tha usne 18000 sipahiyon ko hi bheja . aur uske bete ne sirajudaullah ko piche se jakar chura bhok diya , Mir Jafar Raja bna usne bhi Britishers ke khilaaf ladai ke liye socha kyonki in logon ne us time pr Mir jafar aur sirajudaullah se 17500000 ( quarter less in 2 crore ) rupees liye the tax vagera se . usne Dutch aur awadh ke raja se help lene ke liye socha . britisher ko pta lg gya unhone Mir Jafar ko hataya , Mir Qasim aaya usne bhi protest kiya . britisher ne usko harakar khud nawab bn gye .



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions