1.

Difference between sakarmak and akarmak krita with definition

Answer»

Akramak kriya:VAKYA mein jo kriya karm ki apeksha nahi rakhti hai USSE akarmak kriya kehte hai

sakarmak kriya aur akarmak kriya mein antar samajhne ke LIYE vakyo mein prayukt kriya par 'kya' KA prashn karke dekna chahiye.yadi kya ke uttar mein koi nirjiv sangya prapt hoti hai toh vah sangya us kriya ka karm kehlati hai



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions