1.

Ek phool ka ped hai,vahase hme fool lene hai,3 nadiya lgegi aur vahape vo fool dughne ho jayenge,lekin 3 mndir me fool brabar chdhane hai,aur last me hmare pass ek bhi fool nhi bchna chahiye

Answer»

Answer:

7 phool lenge aur 8 phool har mandir par chdhayenge

Explanation:

pahle nadi par

7×2= 14 , isme se 8 chdhand pr bache 6

ab 2sre nadi par 6×2= 12 , isme se 8 chdhane pr bache 4

ab 3rd nadi par 4×2=8 aur wo 8 phool chada dega USKE baad uske PAAA 1 Bhi phool NHI bachega.



Discussion

No Comment Found