Saved Bookmarks
| 1. |
Ek sabji wale ke 3 bachhe the, sabji wale ne apne bade bete ko 50 lemon diye, majle bete 30 lemon diye and sabse chote bete ko 10 lemon diye aur kaha inhe bech kar aao lekin usne ek shart rakhi ki jis rate me bada beta lemon bechega usi rate majle aur chote bete ko bhi bechne honge and jitne paise bada beta ghar lekar aayega utne he paise majle aur chote bete ko bhi lane honge. To batao tino ne kitne paise me lemon beche and kitne kitne paise ghar leke aye ... Soch kar batana aaram se.... |
|
Answer» same RATE ho toh same paise nhi LA sakte ...different rate ho toh same paise la sakte H |
|