|
Answer» Hy dear here is your answer __________
EK bibek dimag ka hota or ek bibek dil ki hota hai. A kathan satya hai. HUM ek bat ko yadi dil ke anusar soche phir dimag ke anusar soche, to dono ke nirnay alag honge. Eska MATLAB hai dil un bato par bibek ka purn estmal nahi karta, JO USE sochna padta hai. Dimag en bato par apne bibek ka purn estmal karta hai or " kintu parantu" jyada sochta hai. Esliya dono ka natija alag alag hota hai.
Hope u like it☺️
|