1.

Ek vivek dimag ka hota hai and ek vivek dil ka essay in hindi of 600 words

Answer»

Ek vivek dimag ka hota hai aur ek dil ka ...I can give u some HINTS for this essay.....
isme HAME likhna hai ki kab hamara man aur dimag ek sath confusion me paad jate hai.... ex jab hum kisi ki koi kimti cheez yu hi padi Hui dhekte hai to hamara dimag kahta hai ki hum vo chura le but hamara man Hume kahi Na kahi rokta hai lagta hai Hume aisa nahi karna chaiee to iss tarah sai hum ulghan me pad jate hai...... YAHI sab essay me likhna hai ki dil aur dimag ALAG alag sochte hai .....Hume APNE man ki bat manni chaiee......( I have told u what I know about this)



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions