1.

गिरि का गौरव गाकर झर्-झर्मद में नस-नस उत्तेजित करमोती की लड़ियों-से सुन्दरझरते हैं झाग-भरे निर्झर ! प्रसग सहित व्याख्या​

Answer»

Answer:

in panktiyon se Kavi kehna chahte h ki ye Jo jharne h VO parvatraaj Himalaya k Gaurav Ko ga-ga kal badi urja k saath , jhar jhar ki awaaz karte hue neeche beh rahe h . ye moti ki ladiyon k samaan Sundar h saath hi jhaagon se bhare h ...

Explanation:

isme Kavi inhe maanav ki upma dekar KEHTE h ki jis prakaar manushya Apne aur apno k Gaurav ki badhaai karte h vse hi jharne BHI KAR rhe h aur aisa karne m ye maanav ( Insaan) k samaan lag rhe h ...isme maanvikaran alankar KA prayog hua h ....



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions