1.

Kabir ne kiska khandan kiya hai

Answer» Kabir ne samaj mein kie jane wale dikhave ka khandan kiya hai. Kabir kehte hain ki sansar ki moh-maya mein lipt vyakti kabhi kisi ko sahi gyan nhi de sakta ...kabir ne aakhri pankti mein agyani guruo ka varnan kiya hai jo apne shishyo ko galat sikh dete hai. Ve ghar- ghar mantra dete firte hai tatha abhiman mein doob jate hai...abhiman ke karan ye ishwar ko prapt nahi kar pate aur dono ka ant bura hota hai....vah ye bhi kehte hai ki sansari log maya ke karan ghamand karte hai ...swechha se sansar ko tyag dena sabhi moh - maya ke bandhano ko kaat deta hai ... fir manushya nirbhay ho jata hai .....


Discussion

No Comment Found