1.

कवि ने बच्चे की मुस्कान के सौंदर्य को किन -किन बिंबों के द्वारा स्पष्ट किया है? Write ans on the basis of poem 'yeh danturit muskaan' Write ans if urr ans is confirmed onlyyy.....

Answer»

muskan K saundrya ko kavi ne nimn prtibimbo dwara spashta kiya hai ◇kavi kahta hai KI jaise kisi jhopari mein kamal khil gya ho ◇kavi uski muskan ka vardan karte hue kahta hai ki tumhari ye muskan mritak praniyo mein bhi jaan daal degi aur kisi bhi vyakti ka DIL asani se jeet legi ◇kavi kahta hai ki tumhare hasne se sefalika k PHOOL jharne lage .......hope it will help you........Mark me as brainlist PLZZZ....



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions