1.

मधुमति के अलावा अन्य कौन से प्राणी पर्यावरण की रक्षा करते हैं सूची बनाएं​

Answer»

ong>Answer:

madhumati ke alava kahi Sare aise prani H jo PRAVARAN ki RAKSHA krte h jaise ki ketchuva JISE kisano ka dost bhi kehte h . bacteria ko failne se rokne vale sabhi jiv jantoo h ise ecosystem kehte h jaise ki ek kide ko medhak khata h Or medhak ko saamp ,samp ko chil.... isi tarh sbhi jiv ek dusre ko khate h jisase hone wale bacteria se hm log surakshit hote h.....

Explanation:

I hope apke liye ye sahaayak ho



Discussion

No Comment Found