Hey here's ur ANS........ nadiyon se Hume Pani milta Hai nadiyan jitni achhi utna Hume Swatch Pani milega nadiyon ki wajah se Pani bahta rahta Hai jisse uski badbu nahi ati aur paani Sirf ek hi shahar ya gav KO nahi milta balki wah nadi JAHA bhi behta jata Hai waha KE gav ko Pani ki uplabdhata HOTI Hai nadiyon ke wajah se uske pas hone wale ped poudon ko bhi Pani milta Hai BAS AUR JYADA NAHI