1.

Picture -- question 9 Third part Tope question.

Answer»

Answer:

Explanation:

Parvit pradesh mai paavas prasidh KAVI sumitranandan pant dvara likhi gayi hai .is pankti mai kavi ne iss baat ka ULLEKH kiya hai ki ve apne hazaaro PUSHP rupi aaankhon ke madhyam se apne vishaal aakriti ko nihaarte hai.Parvat kardhani ke aakar ke samaan hai AUR veh iska pratibimb apne darpan roopi jheel(JO unke talhati mai sthit hai)usme apne vishaal aakar ko nihaar kar gaurav ka anubhav pradaan karte hai.Kavi ki ye sundar kalpana hai aur yeh kavita poorn roop se kalpanik drishya pe aadharit hai.



Discussion

No Comment Found

Related InterviewSolutions