1.

Raheem ke dohe summary.

Answer» Fourth : Hame apne kashto ko khud hi samna karna padta hai jis prakar aayodhyq ke raja ram ko bhi vipatti ane par uska samna karna pada tha or unhe bhi chittra kut mein rehna pada tha.
Third : rahim ji kehte h ki ki hamei. Hamare sare kaam ek ek karke pure karne chahiye agar hum saare kaam saath mein shuru kar denge to ek bhi pura nahi ho payega jis prakar jaad ko sichne se hi pura vriksh hara bhara ho jata hai
First : jis prakar mooti ki mala ek baar tut jane par wapas nahi judti or agar jud bhi jaye to usme gath paad jati . Rahim ji kehte hai usi prakar hamein prem rupi dhaga kabhi nahi todna chahiye kyoki agar ye ek baar tuut gaya to bohot mushkil se judta h or ismein shanka or avishwas ki gath pad jati hai.


Discussion

No Comment Found