1.

Rashtrapati ki shaktia kya hoti hai

Answer» Rajnitik vigyan kya hai<br>President powers:-1)mantriprishad(cabinet ministery) ki karyavahi ke baare m suchna prapt krne ka adhikar(right) h.2)president mantriprishad kei salah(suggestion) ko lota(send back to them) sakta h.3) mantriparishad ko unki salah pr punarvichaar(re-discussion) ke liye bhej sakta h.4) president ke pass pocket vito ki power hoti h.5) president ke pass kisi bhi mujrim(guilty prisoner) ki fansi ya sazaa maaf krvaane ki power h.6) sabhi forces like:- navy, bsf army,air force president ke adhin hote h.7)president army forces(all) ke supreme leader hote h.8) jab kisi kaaran se P.M desh nhi sambhalte h tab vahaan pr president desh sambhalte( control) h .


Discussion

No Comment Found