Saved Bookmarks
| 1. |
Samanta Adhikar kya hai |
|
Answer» Iss adhicar me sabco samaan adhicar diya jata hai Iss adhikaar ke tehat kisi bhi vyakti ke saath uski jaati, rang roop, ya dharm aadi ko lekar koi bhedbhaav nhi kiya jaa skta. Iss adhikar ka mein sabhi ko saman najariye se dekha jata hai. Fir chahe wo alag jati, alag dharam , alag rang aadi mein koi bhedbhav nhi hoga |
|