1.

Supplement of sin 175

Answer» Ha yha pe sb bdhiya .. tumhare vha ?? .. chhotu yek dam mast use koi fikr hi nhi h uski class me hi achha h pdhai v nhi krta mast khelta h bas.. mera har ek chiz use chahiye jo mai use kru vo uska .. ab nhi ldta mujhse phle bhut ladta tha ab dar h use k kahi mai fr se chali na jaaun ..? apni sunao kya hal h kya kiye itne din pura..?
Ghar me sab badhiya??....chotu kaisa hai??
Thik h achhe se karo kabhi kabar aana yha par exams ke wqt mat aana but kabhi kabar aao .. hm mai nhi puchungi iss sal sbka bekar h
Same waise hi jaise tumhara raha...result aya but puchna mat....abhi 12 start kar diyea hai....waise bhi apne ko sirf board hi dena hai...


Discussion

No Comment Found