

InterviewSolution
Saved Bookmarks
1. |
Svidhan kya h |
Answer» Sanvidhan ek likhit dastavej jiske madhyam se kis desh Ki shasan vyavastha ko chalaya jata hai tatha sarkar aur nagrik ki samast shaktiyan ka likhit Roop se varnan hota hai sanvidhan kaise hain<br>Savidhan ek jivant dastavej hai jo kisi desh ki rajnitik aur kanuni vyavastha ko chalne mai mahatvpuran bhoomika nibhaata hai.<br>संविधान एक लिखित दस्तावेज है जिसके द्वारा किसी देश की कानून व्यवस्था चलाई जा सकती है<br>Savidhan kisi desh ki raajniti prakriya ka weh mulbhut dhacha nirdharit karta h jiske dwara uski janta saasit hoti h<br>Savidhan ek esi kitab hai jisme niyam ,kyade , Kanoon likhe hai jisse desa ko niymit rkha jata hai | |