1.

Ur nagar ki visestayeh in hindi?

Answer» (1)ur nagar ki galiya tedhi medhi thi .(2) gali ke ander 4 pahiyo ki gadi nhi ja skti thi. Ghado ke uper rakhker vastuo ko le jaya jata tha.(3) ur nagar ke ghar ki chat ander ki taraf dhalan hoti thi or nali bhi ander hoti thi.jisse barish ka pani gali main na bhar sake .(4) ghar ke log kuda kachra gali main fek dete thy. Jisse ane jane valo ke pero main kachra pero main chipeker ghr main chala jata tha. (5) ur nagar main andhvishvas bhi tha.(6) shashan varg ke logo ko marne ke baad ghar ki jamin main hi dhafna diya jata tha .or amm logo ko kabristan main jana padta tha .


Discussion

No Comment Found