InterviewSolution
Saved Bookmarks
This section includes InterviewSolutions, each offering curated multiple-choice questions to sharpen your Class 11 knowledge and support exam preparation. Choose a topic below to get started.
901. |
Hamare maulik Adhikar kaun kaun se hai..... |
Answer» Samnta ka adhikarSwatantra ka adhikarShoshad ke virudhh adhikarDharmik Swatantra ka adhikarShikchh aur Sanskriti ka adhikarSanvaidhanik upcharo ka adhikar | |
902. |
Samvidhan ka kya Arth hai |
Answer» Samvidhan nimyamo or kannuno ka ek asha dastavej hai jiske duara kisi bhi desh ka saasan sucharu rup se chalaya ja sakta ha | |
903. |
Samvidhan ko personal channel prachalan yar lagu karne ke liye ullekh kijiye |
Answer» | |
904. |
loktantra kya h |
Answer» \'लोकतंत्र का अर्थ है, एक ऐसी जीवन पद्धति जिसमें स्वतंत्रता, समता और बंधुता समाज-जीवन के मूल सिद्धांत होते हैं। | |
905. |
Dakshin africi samvidhan mein kaun kaun se Adhikar Diye gaye hain |
Answer» | |
906. |
Adhikar ka Ghoshna Patra kya hai |
Answer» | |
907. |
Savidhan Sabha ka gathan ka varnan kijiye |
Answer» NCERT page no 16 | |
908. |
संविधान की सीमाएँ क्\u200dया है |
Answer» | |
909. |
Maulik adhikar kya? hai samvidhan mein diye Gaye maulik adhikar ka varnan kariye? |
Answer» | |
910. |
Nivarak nazar bandi se ap kya samhjte hai? |
Answer» Jb koi b person desh k liye khtra peda krta h toh use bina mukadma chlaye arrest kr liya jaata h but only 4 Three months
Hlw rubi ji | |
911. |
Who is a pm |
Answer» One who holds power | |
912. |
of |
Answer» Who is a pm | |
913. |
What is a constituion |
Answer» What is consitution
The basic laws or rules of a country or organization. ORA set of basic laws or priciples for a country that describe the rights and duties of its citizens and the way in which it is governed. | |
914. |
न्याय पालिका किसे कहते है |
Answer» Iska karya ye bhi hai ki yeh phesle ko dobara dekhti hai ki ye logon ke hit mein hai ya nahi ya agar nyAy karne mein agar koi galti ho gayi ho
न्यायपालिका सरकार का तीसरा महत्पूर्ण अंग है इसका कार्य विवादो को हल करना तथा न्याय करना है। | |
915. |
Hame swatantra Naya palika kyu chahiye |
Answer» Nyay palika me heke insaf cahiye hota he per ager vo nyay palika kisi ke debav me kam keregi jese peso ke liye ya kisi ki post ke karn to ye to hemare sath un- nyay hoga isliye heme sevtntr nyay palika cahiye jo free hoke sebuto ko dekhte hue tey kere ki kon dosi he . | |
916. |
Sarkar ki sakti per sima |
Answer» Yh sima sabhidhan ty krta h ki kiske pas kitni saktiya hongi | |
917. |
Avishwas prastav se kya tatpry hai |
Answer» It is a parliamentry motion.Which is traditionally held by the opposition in parliament in the hope of defeating or weakening a government.This proposal is made by the opposition for not following the dignity of the parliament. | |
918. |
What is agent |
Answer» | |
919. |
Prithak nirvachan mandal or Aarakhsit chunav shatr ke bech kya antar hai |
Answer» | |
920. |
Nyaya palika ka utar dayitv kiske prati h? |
Answer» Janta ke prati | |
921. |
Sambvhidhan banne mai kitna times laga? |
Answer» Savidhan banne m 2 saal 11 mahine 18 din lge ... Aur hmre savidhan 26 november 1949 ko complete ho tha
sanvidhan banne me 2 saal 11 mahine 18 din lage | |
922. |
Samidan ek jivant dastavej hai kese? |
Answer» Savidhan ek jivant dastavej hai kiyoki ye gatishil hai aur isme saame ke anusar parivartan kar sakte hai | |
923. |
Liberty activity of savidhan me |
Answer» | |
924. |
sarkar ki shaktiyo par seemaye\xa0 |
Answer» Sarkar apne karya ko savidhan ke mul dache ke andar hi raha kar kam karegi aur sarkar hame ese kanun wa niyam uplabd karwaye gi jiska sarkar bhi ulanghan na kar sake | |
925. |
political science ch 1 samvidhan kyu or kaise notes\xa0\xa0 |
Answer» See app book | |
926. |
Swatantra nyaypalika ki kya avashyakta hai? |
Answer» Kissi viyekti ko Sawatantra roop se niyaye mile isliye Sawatantra niyaye palika avashyakta hai | |
927. |
Kshetradhikar Kise Kahate Hain? |
Answer» Niyam | |
928. |
Kanoon Ka shabdik Arth kya hai? |
Answer» Niyam | |
929. |
Kanoon ki Vyakhya Kaun karta hai? |
Answer» न्यायपालिका
President | |
930. |
Sarvoch nyayalay ka nyayadhish banne ke liye kya yogyata honi chahie? |
Answer» 1. Bharat ka nagrik ho.2. Vha kam se kam 5 vars tk kisi ek ya do adhik uch nyalyo ka nyadhis rha chuka ho
(भारत देश का आदमी हो?) | |
931. |
Loksabha ke speaker ka kya Karya hai? |
Answer» Loksabha ki bithko ki adhyakshta krnaPratav rhakna ki anumati denaNiyukti krna Pardhan mantri ko pramars denaSadan ki baithak sthagit krnaVidhyak ka nirnya. Sadan main pas ho gya hastaksharVidhayako pr mtdan krnaNirnayak mat de aSadasyo ke vishesadhikaro ki suraksha | |
932. |
bartman me chunav aayukt kon h |
Answer» Sunil aroda present me hamare india ke chunav aayukt hai | |
933. |
Sanvidhaan kya hai |
Answer» Savidhan likhit ya alikhit dastawaj hai jo ki kisi bhi des ke sasan ko chalana main madad krta hai .savidhan main sarkar ki shaktiyo ka vrnan hai
Neyam our kanun ka lekhet dastavag hai | |
934. |
Sanvidhan ko angikaren kerne ka ek bada Karen h |
Answer» | |
935. |
Loktantra main chunav ka kya mahatva hai |
Answer» Loktantra me chunav jaruri h kyonki loktantra me janta ka sasan hota h aur janta apna leader chunti h
Sir answer nahi hai
संविधान किसे कहते हैं | |
936. |
Mantri parishad & mantri mandal me an tar. |
Answer» Mantriparishad or mantrimandal ek hi hota h.Or iska matlab h cabinet ministry.
It is same | |
937. |
संविधान मे आज तक कितने संसोधन किए गए हैं |
Answer» 130 lagbhag
103 bro
103 sanshodhan kiye jaa chuke h
112
100 se bhi jyada
103
130 ya us se jada
365 sanshodhan
110
11 | |
938. |
Special power of pm |
Answer» Pradhanmantri( P.M.) ki powers.(1) p.m. decide krta h ki uski mantriparishad( cabinet ministry) m kon -kon hoga.(2) p.m. cabinet ministers ki position or ministry ( mantralya) ko divide( give their ministry) krta h.(3)p.m. cabinet ministry ki leadership sambhalta h.(4) p.m. mantriparshad ko control krta h or unhe nirdesh bhi deta h,etc. | |
939. |
What is the prime ministers |
Answer» As the elected head of the country, the Prime Minister performs the following functions:\tHe acts as a link between the people, the President and the Parliament.\tHe formulates various policies of the government.\tHe advises the President on the appointment of the ministers. He decides the portfolio of the ministers and can even ask for their resignations.\tThe President makes major appointments on the advice of the Prime Minister and the Cabinet, .\tHe and his Cabinet members coordinate and carry out the entire administration of the country.\tHe is a vital link between the President and the Vice-President and coordinates the working of various departments. | |
940. |
How many chapters are coming in term 1?? |
Answer» 1 2 3 4 5 6 7 or 8 | |
941. |
Bandi partyakshi karan kise khate h |
Answer» Bandi pratiyakshikaran ke dwara Kisi girftar vyakti ko nyayalay ke samaksh prastut karne ka aadesh deta hai aadi tarikh Ka tarika ya Karan gairkanooni ya Santosh janak ho to nyayalay giraftaar vyakti ko turant chhodane ka aadesh deta hai
Bandi pratiyakshikaran ke dwara nyayalya(court) kisi arrested person(giraftaar vyakti) ko court ke saamne pesh krne ka aadesh deta h. Agar arrest illegally kiya gya ho ya reason unacceptable(a-santoshjanak) ho toh court arrested vyakti ko chhodne ka aadesh de sakta h. | |
942. |
what is constitution?? plz give answer in hindi |
Answer» सविधान एक ऐसा लिखित दसतावेज है जो किसी भी देश को चेलाने में मदद करता हैं।दूसरे सब्दो में सविधान किसी भी देसे में सांति बनाये रखने एकता बनाय रखने का नियम और कानून का समूह हैं। जिसे हम सविधान के नाम से जानते है।
भारत एक प्रभुसत्ता सम्पन्न ,धर्मनिरपेक्ष , लोकतात्रिंक गणराज्य। है।। व्याख्या करो।
Sanvidhaan (constitution) aise niyamo(rules) or kanoono(law) ka samuh (group) h jiske dwara kisi bhi desh ka shasan chalaya jata h
Ok | |
943. |
Bhartiya sanvidhan kathor aur lachila Ka samikshan hai first Karen |
Answer» Lachila :- bharat ka sanvidhan lachila isliye samikshan hai kiyuki ees sanvidhan main aasani se parivertan kiya ja sakta hai. Jaise :- sadharn bahumat se Kathor :- bharat ka sanvidhan kathor ka isliye samikshan hai kiyunki ees sanvidhan main aasani se parivertan nhi kiye jate hai . Jaise:- aadhe rajye ki manjoori lena 2. 2/3 bahut prapt hona
What is meant by\'\' rule of law
Please write correct line, because it\'s confusing for us to understand it completely. | |
944. |
Savidhan kya hota hai iske karya ke swaroop Karen |
Answer» Sanvidhan aise niyamo(rules) or kanoono(law) ka samuh h jiske dwara kisi desh ka shasan chalaya jata h. | |
945. |
Most important today exam:मौलिक अधिकार एवं नीति निर्देशक में अंतर स्पष्ट कीजिए |
Answer» Molik adhikar :- molik adhikaro kai hanaan hone per hum nyaylya ja sakte hai kintu niti nirdeshak tatav ka hnnan hone per hum nyaylya nhi ja sakte hai2. Molik adhikar lagu kiye ja chuke hai .kintu niti nirdeshak tatv kisi bhi nagrik per lagu nhi kiye jate hai.3.molik adhikar nagriko kai klyan kai liye aavshyak hai . per niti nirdeshak tatv rajya kalyan kai liye aavshyak hai.4. Molik adhikaro ka chhetra simit hai. Per niti nirdeshak tatvo ka chhetra vistrit hai.5. Molik adhikar rajnitik loktantra hai. Per niti nirdeshak tatv aarthik loktantra hai . | |
946. |
Maulik adhikar aur Niti nirdeshak tatva mein antar likhiye |
Answer» Vghbgjn
Mulik adhikar ve adhikar hai jinka koi hanan nhi kar sakta aur jo samaaz me sabhi ko barabar mile ho aur nyayalye isse lagu krne ke liye sarkar ko adesh de saita hai _______. Niti nirdeshak tatv me yeh nyaye pudh nhi hota aur iss ka hanan hone par aap nyayale nhi ja sakte ho. Thank you | |
947. |
Loktantra ka karye kal kitne smay tak chalta he |
Answer» 5 | |
948. |
सविधान सभा के लोकतांत्रिक स्वरूप पर टिप्पणी लिखिए |
Answer» | |
949. |
Dhan vidheyak aur vitt vidheysk me antar ? |
Answer» Thank you so much
\tधन विधेयकवित्त विधेयकसंविधान के अनुच्छेद 1१0 के अनुसार धन विधेयक ऐसा वित्त विधेयक होता है, जो इनमें से कोई एक या एकाधिक विषय अंतर्निहित किए हो।\xa0सामान्य रूप से, कोई ऐसा विधेयक वित्त विधेयक होता है, जो राजस्व या व्यय से संबंधित हो।\xa0किसी कर को लगाना, हटाना, या उसमें परिवर्तन करना।\xa0वित्त विधेयकों में किसी धन विधेयक के लिए उल्लिखित किसी मामले का उपबंध शामिल होने के अलावा अन्य राजस्व या व्यय संबधी मामलों का भी उल्लेख किया जाता है।\t | |
950. |
notes of ch1 inhindi |
Answer» | |