InterviewSolution
Saved Bookmarks
| 1. |
Bache Mata pita ke prati apne prem ko kaise abhivyakt karte hain |
| Answer» Ans.bache mata pita ke prati apne prem ko is prakar abhivyakt karte hain- 1- hum unke janm dih par unhen bina bataye koi uphar dekar.2-unaki agya ka palan karke.3-unke sath bahar jakar ghum firkar aur sath me khana khakar.4-unki hamesha madad ke liye taiyar rahna.5- unki khasmta ke anusar jidd karke echit wastu mangkar.6- unaki budhape me sewa karke.7- unka dil na dukhakar.8- unke sath khelkar. | |