1.

भाववाच्य और कर्मवाच्य में क्या अंतर है तथा दोनों वाक्यों की पहचान बतायें ।

Answer» Bhav-vachey :- issme keval aakarmak kiriya ka priyog kiya jata hai (Example:- ab chala jaye) Karam - vachey :- issme keval sakarmak kiriyao ka priyog kiya jata h(Example:- yeh kavita mere duara likhi gyi h) Iss vakeya me duara karam h
Jo kriya ka bhaw batata hai use bhawachaya kahte hai or jo kriya ke uper karm karta hai usko karmvachya kahte hai


Discussion

No Comment Found