1.

Chapter netaji ka chashmaQuestion. Moorti par sarkanday ka chashma kya ummed jagata hai

Answer» Moorti par laga sarande ka chashma iss baat ki umeed jagata hai ki desh ki aane wali peedhi ke man mein deshbakto ke ley sammman ki bhavna ke ley sammmam hai.Bhale hi unke pas sadhan na ho parantu phir bhi sacche hridhy se bana veh sarkande ka chashma bhi bhavnatmak drishti se moolyewan hai.Ate sar yeh hai ki bacche garibi or sadhnao ke bina bhi desh ke ley karya karte rahage
मूर्ति पर लगे सरकंडे का चश्मा इस बात का प्रतीक है कि आज भी देश की आने वाली पीढ़ी के मन में देशभक्तों के लिए सम्मान की भावना है। भले ही उनके पास साधन न हो परन्तु फिर भी सच्चे हृदय से बना वह सरकंडे का चश्मा भी भावनात्मक दृष्टि से मूल्यवान है। अतः उम्मीद है कि बच्चे गरीबी और साधनों के बिना भी देश के लिए कार्य करते रहेंगे।


Discussion

No Comment Found