1.

Haldar sahab ke liye konsa kutuhal dodmane Ho tha Jise pan wale Se Pooche bina nahi reh Sake

Answer» Haldar sahab dekhte thae ki murti par laga chashma har baar badal jata tha ,akhir aisa kaun karta hai aur q karta hai? adi jigyasa unkaa kotuhal dodmane kar deti thi.
Haldar sahab ka yah kutuhal tha ki vah statue patthar ka hone par bhi uspar chasma real thi.Uske saath-saath samayanusaar unapar chasma badalta raha, ve yah jaanana chahate the ki kaun chasma roj badalta tha.


Discussion

No Comment Found