InterviewSolution
Saved Bookmarks
| 1. |
Jarmni ka ekikaran |
|
Answer» Hey khusi jaa Thank khusi Fr sucess na milne se ye kam bismark ko sopa gya.. bismark ne apni RAKT OR LOH ki neeti apnayi or is kam ko pura kiya...then.1864 me PRASHIYA VS DENMARK ka yudhh hua jisme PRASHIYA jeet gyi or use SHAILSWIG PRADESH gift me mila ..fr 1866 PRASHIYA VS AUSTRIYA ka yudhh hua usme b PRASHIYA jeet gyi or use (Hanover ,Holsteen,Kasal nd frankfurt)gift me mile ab uska kam easy ho gya last me uska yudhh 1870 me hua FRANCE VS JARMANI usme b jarmani ki jeet hui or use sare Pradesh mil or JARMANI KA EKIKARAN poora ho gya 1871 me VILLIAM PRATHAM ko wha ka SAMRAAT bna diya...... 18 shatabdi me jarman anek chhote rajya me bata hua tha jase ÷prashiya ,baveriya ,saksani,etc.is liy iska aarthik vikas bhot dheema chl ra tha 1815 me jarmani ke rajyo(state)ko austriya ke sath mila kr mahasangh bnane ki koshish ki fr frankfurt me ek parliya ment bulayi gyi...or use savindhan ka kam sopa gya ..bt parliament austriya ke against me thi or use sucess nhi mili |
|