InterviewSolution
Saved Bookmarks
| 1. |
Kanyadaan\' kavita mein beti ko antim pooji kyo kaha gaya hai?? |
|
Answer» क्योकि पुत्री माँ के सबसे निकट थी। वह अपने सुख दुख की बातें उसके साथ ही करती थीं। विवाह से पहले वह अपनी माँ से सुख दुख की बातें करती थीं किन्तु अब बेटी के साथ बाटती है। अतः बेटी का जाना माँ के लिए \'अंतिम पूंजी\' के समान है। Maa ko apni beti antim punji isliye lag rahi thi kyonki beti hi apni maa ke sukh dukh me sahyog dene wali or uske sath sath chalne wali hoti h.beti apni maa ke sabse najdik rahti h.maa apne jeewan ke sampor sanskaro ko usme bhar dheti h Welcm Deeksha.. Thanks? isliye kavita me beti ko maa ki antim punji kaha gya hai? becoz beti maa ke sbse nikat aur sukh-dukh ki saathi hoti hai.... |
|