InterviewSolution
Saved Bookmarks
| 1. |
Kavita ka shirshak \'utsha" kyu rakha gya hai |
|
Answer» Badal utsah aur kranti ka prateek hai jab badal aakar garajate hai tab sabhi kisano ke andar umang aur utsah aa jata hai islia is kavita ka shirshak utsah rakha gaya hai. May me that answer satisfy ur question Qki kavi ne badlo ki garjana ko utsah ka parteek mana hai. Parstut kavita me ooj gun vidyamaan hai. Badlo ki garjana navjeevan ka parteek hai. Mnushy me utsah hona hi uski untee ka karan hai. Jisme utsah hai,usi me jeevan hai. Is lye kavita ka shirshak utsah rakha gya hai. |
|