1.

Lekhak ne father kaamil bulke ko manviya karuna ki divya chamak kyu kaha hai?

Answer» lekhak ne father kamil bulke ko manvi karuna ki Divya chamak isliye kaha hai kyunki unke hirday mein pratyek manushya ke liye karuna bhari hui thi aisa unke chehre se to pratit hota tha sath hi sath unke vyavhar mein bhi karuna jhalakti thi unki karuna ka Prasad sabhi ko milta tha . father ke sant na bhare shabd se shanti milati thi


Discussion

No Comment Found