1.

Mata ke anchal padh ke adar per varnit

Answer» Mata ke anchal ke path se yeh tatparya hota hai ki bacche bhaile he apne pita se adhik prem kyu na karte ho waise toh mata aur pita ek saman hote hai parantu kuch bacche apne ek parent ya toh pita ya mata jaise bolanath apne pita ko adhik chate the unke saath khate , bethte , aur bhaut kuch karte the paruantu jab unke chot lage toh unhe apne maa yaad aye kyuki maa ka prem pita se adhik hota hai kyunki unhone 9 mahine apne baache ko apne pet mein rahka hota hai isley vo apne bacche toh puri tarah janti hai bhaile he zyada samay na de sake parantu muskil samay mein bacche apbe maa ko yaad karte hai isley aur maa ko bhagvan bhi mana jata hai isleye bholanath apne maa ke aanchal se chipak gye aur rone lage
Mata ke anchal ke path ka yah tatparya hai ki bachche ko pita se adik lagav hote hua bhi ma ke god me use santi aur anand milta hai.


Discussion

No Comment Found