1.

मिश्र वाक्य क्या है

Answer» Jb sentence me ek se jada kriya ho rhi ho aur dushri kriya pahli kriya pe depend ho to use Mishra vakya kahte hai for example....,jyon hi wah aya tyon hi wah so gya..............,.........,
Rachna k aadhar pr vakya ka vh bhed jisme ek ya ek se adhik upvakya ek dushre pr arthat prdhan upvakya pr aasrit hote h ya,agar,toh,tathapi,yadhpi,isliye aadi se jude hue ho us vakya ko hi mishr vakya khte h.


Discussion

No Comment Found