1.

Nawab Saheb Kheera khane ke apne dhang ke Madhyam Se Kya dikhana Chahte the

Answer» Ve apni khandani tehjib, nphazat aur nazakat dikhana chahte the
Vo apne shahi tarike ko jatana chahte hai
Vo apni nawabi dikhana chahte the vo jatana chahte the ki hum nawab h aur hum khane ka rssaswadan karte h u se khate nahi h
Vo kheera khane ke is madhyam se yah batana chahate the ki vo ek nawab hai aur unhe ek kheere ka koi mole nahi lagta.


Discussion

No Comment Found