1.

Panwale ka chitran prastut kijiye.

Answer» पानवाला एक काला मोटा और हंसमुख व्यवहार का व्यवहार का आदमी था उसके दांत लाल काले रंग के थे और उसकी तोंद निकली हुई थी और वह बहुत मोटा था।
Panwale ki dukaan chorahe par netaji ki murti ke samne thi.Panwale ka rang kala or sharir mota tha.Uski aankhein hasti hui thi.Uski tond nikli hui thi.Jab vehe kisi baat par hasta to uski tond gendh ki tarah upar neeche uchalti.Vehe swabhav se kushmizaaz tha.Or bar bar pan khane se uske dat lal kale ho gaye the.Vehe koi bhi bat karne se pehle muon mein rakha hua pan neeche ki our phekhta.Yeh uski aadat ban chuki thi.Uske paas har kisi ki poori jankari rehti thi jise veh doosre ke samne bade hi raseele aandaz mein prastut karta tha.
Panwala ek mota aur kala admi tha aur jab wo hasta tha toh uska belly(pait)hilta tha aur wo hmesha pan khate rhta tha


Discussion

No Comment Found