InterviewSolution
Saved Bookmarks
| 1. |
Rachna ke aadhar pe wakya vichar How to know the difference between these |
| Answer» Vakya ke 3 bhed hote hai saral,sanyukt aur mishra vakya.saral vakya mai koi bhi simple sentence hota hai eg.bache maidan me khel rahe hai. Sanyukt vaky a mai yojak ka use hota hai mainly isme sentence ko connect karne ke liye aur,tatha,ya,isliye,anyatha ka use hota hai. eg.barsat hui aur ham bhagne lage. Aur mishra vakya mai aisa-jo, vahi-jise,yadi-to yojako ka use hota hai .eg. yadi tum parishram katre to avshya uttiod hote. | |