1.

Utsah poem me. Gher Gher Ghor gagan Daradar ao. Ka kya mtlb hai. Plz tell.

Answer» Kavi badolo ko ye Kehke unhe apna madhyam banate hue deshwasio ko kehna chahte hai ki wo charo taraf se ek jut hokar angrezi satta ka virodh kare aur kranti ki aurbadhe
Gher gher- charo oor se gher kar Ghor- ghanaa Dharadhar- badal Kavi yahan kehte hain ki he badal, tum charo oor se gherkar aao aur sabke dilo mein dar paida karo Marmik arth yaha hai ki angrezo ke atyachar ke khilaf charo oor se desh wasio aawaz uthao aur kranti karo


Discussion

No Comment Found