1.

बड़े भाई की डांट फटकार अगर ना मिलती तो क्या छोटा भाई कक्षा में अव्वल आता अपने विचार प्रकट कीजिए

Answer» Bade bhai ki daat fhatkar agar na milti, toh chota bhai kaksha me avval nhi aata kyuki veh bade bhai sahab ke darr ke karan hi padta tha. Agar bade bhai sahab use na daatte toh veh pura din khel khud me dyaan deta . Padai likhai nhi karta tha. Bade bhai sahab ki daat ke karan hi chota bhai padta tha aur kaksha me a avval aata tha. Aur aaj veh jis स्थिति par hai veh sirf aur sirf bade bhai sahab ki daat ke karan hi hai
Chotte bhai hamesha bahar ghoomthe rahte the aur khel kood me mugdh hote the. Par, ve padhne me bilkul aalsi the aur uske prathi aruchi dikhate the. Mere vichar me yah soch hai ki agar bade bhai sahab ke daant fatkar na milti, tho chotte bhai kaksha me avvalna aa pathe. Bade bhai ke upadesh aur daant fatkar se hi chotte bhai ko kaksha me avval aane ke protsahan mili thi.


Discussion

No Comment Found