1.

Bhai koi bta sakta hai ki science aur math me kasie likee ki acha marks aaye

Answer» Likhne k pattern k liye....apko sample paper dekhne chahiye.....aur...likne k liye bhi apko...likh likh kr practice krni padegi...
Bhai..Maths k liye ..Dekh harr particular sum ka formula or therom jo bhi apply kar raha sabh kuch detail kar k side m bracket de kar k likhna...Science k liye bio ka m bata sakta hun ki ...Answers point m likhna or main main words ko underline yaad se karna
Exam likna ka pattern btao
Maths m.....sabse pehle...ncert kro...i hope abhi tk apka course complete ho gya hoga .....toh ncert se ek aur bar practice kro....aur ncert k example bhi kr lena......aur...phir rd ya rs se practice kro....ok?
Science m....ncert se padho aur.....uss k bad koi aur book jese s chand ya koi aur...usse padho.... Uss k questions k answer khud find kro....ncert k question answer bhi kr lina.....,?


Discussion

No Comment Found