1.

हरिहर काका नामक कहानी से हमें क्या सीख मिलती है

Answer» Hume harihar kaka se yeh sikh milti h ki aajkal hum log paise ke liye itne pagal hogye hai ki jo humare apne hai hum unko bhi nuksan phcha dete h paise ke liye! Aajkal insaan ke liye paise, rishto se jyada jruri hogye hai or iss paise ki aad m akr hum hamare sago ko bhi dhoka de de dete hai, hum ye nhi dekhte ki isse samne wale ko kitna dukh phchega! So harihar kaka se ye sikh mili ki paiso se jyada apno ko pyaar kro paisa hath ka mal hai aata jata rhega lekin apno ko nuksan mt phchao


Discussion

No Comment Found