1.

कंप्यूटर की उपयोगिता पर निबंध आसान शब्दों में l

Answer» Computers aaj hamare jeevan ka ek aham hissa ban chuke hai. Manav ki pragati ka computer aur mobile ek bejod namuna hai. Iss pruthvi per manushya hi ek prani hai jiske mastique ka vikas bahut teji se hua. Aur computers usi mastishq ka ek naya roop hai. Computers ne hamara rojmarra ka kaam kafi asan ker diya hai. Shopping ho, khat likhna ho, koi jankaari pani ho. Hum apane ungaliyon ki nok per ise zhatpaat paa sakate hai. Bank kon ke jatil ganit, duniya bhar ki vividh khabarein aur her ek vyakti ki visheshtayin se lekar aakash ki vishalta aur sagr ki gehrai saree jankaari hamein computers se hi milti hai. Bacchon ki padhai conputers se aasan ho gayi. Kai factories mein computers ne jatil suchanaon ko apane chotese deh mein sametkar rakha hai. Humara kaam asan karneka bada kaam Conouters ker rhe hai.


Discussion

No Comment Found