1.

Kya koi mujhe TRICK bata sakta hai ki CSA kab nikalta hai aur TSA kab nikalta hai Surface Area Me

Answer» Csa tab nikalta ha jab hum kisi curved part ka area nikalna chahte ha tsa tab nikalta ha jab pure figure ka area nikalna ho jisme csa include hota ha or lsa bhi


Discussion

No Comment Found