

InterviewSolution
Saved Bookmarks
1. |
Manushyta poem pratipadya |
Answer» 1. Kavita ke Madhyam se Kavi manushya Matra ke bandhuon ko paribhashit arthat Vasudev kutumbkam ki Bhavna batate Hue Hamen manushyata ke Amrit gunon ke Marg per Chalna sikhate Hain.2. unke anusar Jina aur Marna Usi manushya Ka Sarthak hai jo dusron ke liye Jita Ja Mata Hai Kuchh udaharan niche prastut hain:- Raja rantidev tivra Bhookh se vyakul Hote Hue Bhi unhone Ek bhukhe vyakti Ko Dekhkar Apne bhojan ki Thali usse De De.- the jitne Manavta ke hitarth devtaon AVN danav ke yuddh mein devtaon ki Vijay ke liye apni haddiyon ka Dan kar diya jisse Indra ke Astra Bridge ka Nirman Hua jisse asuron ki parajay Hui.- Raja Usi Ne Ek kabutar ke pranon ki Raksha ke liye Apne Sharir ke mans ka Dan Kar Diya.- Dandiya kar ne apne Vachan ki Raksha ke liye Apne Sharir ke Ang arthat Kavach aur Kundal ka bhi Dhyan Kar Diya.3. paropkar udarta Aur dayaluta Ke gun Jivan Ko Sarthak Banane Mein Saksham hai. 4. dusron ka hit Chintan Bhi Apne aur apnon ke hit Chintan Ki Tarah mahatvpurn Hona chahie artharth anchor ki Bhavnagar Kya Gunah chahie. 5. apne liye Jina Pashu pravritti hai parantu dusron ke liye Jina manushyata Hai. aur Yahi manushya ka pratipadya hai. Kavi is kavita se yeh kehna cahte hai ki hume sirf apne karyon ke liye nahi jeena cahiye balki hume doosron ki madat karni cahiye.... agar hamari mrityu sumrityu na rahu to hamare jeene aur marne ka koi matlab nahi hai.... Hamare desh mai itne zyada log hai jo doosron ke liye bahut kuch karke mareJaise Ushinar ke Raja Chitish, Danveer Karan, aadi |
|