1.

Pratipadya of parvat pradesh mein pavas

Answer» Thanks your answer helped me too.
Parvat pradesh mein paavas hame prakrati ki subdarta ka bodh karati h. Yeh kavita hamein baarish ke mausam mein prakrati ke vibhinna tareh se badalte hue roopon se avgat karati h. Kavi ne is adbhut saundarya ko apni vani dete hue aise sanketon ko prakashit kiya h jo prakrati ki sundarta ko aur bhi sanwarte hein jaise ki mekhlakar parvat, suman faad aakhein, shaal ke ped, indrajaal, ityadi. Isse hamein prakrati ke saundarya ko niharne ki samajh milti h aur hamein is dharti ko badhte pradushan se bachane ki seekh milti h.


Discussion

No Comment Found