1.

शबद और पद मे अतर

Answer» 1.Bhasha ki laghutam sarthak swatantra ikai ko shabd kehte hai. 2. Wah swatantra hota hai. 3. Shabd ka arth shabdkosh (dictionary ) me milta hai. 4. Give example Whereas1. Jab koi shabd vakya me prayukt hota hai aur use wibbhinn (alag ) vibhaktiya lagti hai tab wah pad kehlata hai. 2.wah swatantra nahi hota hai. 3. Pad ka arth shabdkosh me nahi milta.4. Give example


Discussion

No Comment Found