1.

Thanthara ka charithr chitran

Answer» Tantara pasa ka rahne sundar aur shaktishali yuvak thaa. Vah nek aur madadgar yuvak thaa. Vah doosro ki sahayata ke liye sada taiyarr rahta thaa. Vah keval apne gaw walo ki hi nhi balki saare dweepwasiyo ki seve karna apna kartavya samajhta thaa. Uske is aatmiya swabhav ke kaaran sab use pasand karte thee. Vah apni paramparik poshak pahne rakhta thaa aur apni kamar par lakdi ki talvaar baandhe rakhta thaa jo use anya logo se vishist banati thee.


Discussion

No Comment Found